Apne photo se status kaise banaye

0

 Apne photo se status kaise banaye 















Guys aaj ka status Apne photo se status kaise banaye ye ek cube status editing hai . Is status me guys ek cube green screen me apna photo lagana hota hai . Photo kaise lagana hai vo aapko yaha pe pure details me bataya gaya hai aur is whatsapp status ko banane ke liye kaunsa app use karna hai vo bhi bataya gaya hai . So video me last bane rahne taki aapko video acche se samajh aa jaye .








Aapne YouTube aur other social platforms me bahot se status dekhe honge aur bahot se log vo video dekh kar apne khud ke photo ka status bhi banate hai . So guys aap bhi apne photo se khud ka whatsapp status video banana chahte hai to ye video aapke liye sabse best aur sabse alag hai . Agar aisa status bana kar agar aap social media me upload karte hai to aape likes aur followers aane ke chance bahot jyada hai .





Material 1 : 


Cube green screen 👇👇










Hamare is channel aur website me aapko daily Trending status milte rahta hai agar aap channel pe pahli baar aaye hai to channel ko subscribe jaroor kar lena taki jab bhi mai koi new video upload karu uska notification aapko mil jaye aur aap status pahle dekh sake .





Material 2 : 


Png 👇👇












Video ko edit karne ke liye jis aap application ka use hua uska link aapko video ke description me mil jayega . Agar aap aisa status Apne photo ka banana chahte hai to application aapke device me download hona chahiye . Agar download nhi hai to link pe click kar aap download kar sakte hai .








Material 3 : 


Border img 👇👇👇















Is video ko edit karne ke liye aapko sabse jyada jarurat padegi materials ko jo ki video edit karne ke liye use hua . Material aapko download kar lena hai . Sabhi materials ka link aapko isi page pe mil jayega . Yaha se download karne par aapke gallery me save ho jayega iske baad materials ko aap editing ke liye use kar sakte hai .





Material 4 : 

Mood png 👇👇













Apne photo ka status kaise banaye : 


Is tarah ka status banane ke liye aapko 10 to 12 photo ki jarurat padegi . Jis photo ka aap status banayenge usko aap edit kar le to status aur bhi jyada amazing ban jayega . Photo ko edit karne ke liye aap Lightroom , snapseed , PicsArt ka use kar sakte hai .





Material 5 : 

Black screen effect 👇👇











Sabse pahle aapko media me jakar sabhi photo ko select kar lena hai jis photo ka aap status banane wale hai . Fir photo me aapko transition effects laga lena hai effect download kaise karna vo video me bataya gya hai .





Material 6 : 

Effect 2 👇👇








Iske baad aapko cube wala green screen video le lena hai fir Croma key me se green colour Remove kar lena hai . Iske baad jo bhi video me materials use hua hai sabhi ko ek ek kar add kar lena hai . Aapka status ready ho jayega fir export karna hai isse aapke gallery me direct save ho jayega .




Material 7 : 

Lyrics 👇👇










Hope karta hu aapko ye status Apne photo ka status kaise banaye pasand aayega. 










 

Post a Comment

0 Comments

If you have any doubt . Please let me know

Post a Comment (0)

#buttons=(Accept !) #days=(20)

Our website uses cookies to enhance your experience. Learn More
Accept !
To Top