Whatsapp status video editing in kinemaster 2021

0

 Whatsapp status video editing in kinemaster 2021





















Dosto aaj ko jo  status hai Whatsapp status video editing in kinemaster 2021  bahot hi jyada unique hone wala hai aisa status aapko kahi bhi nhi milega . Agar aap bhi apne photo se whatsapp status banane me interest rakhte hai to ye status aap sabhi ke liye sabse best aur sabse alag rahega . Mai yaha daily to daily New new status ka tutorial late rahta hu .




Agar aapne hamare YouTube channel ko subscribe nhi kiya hai to jaldi se subscribe kar channel join kar lijiye kyo yaha par aapko editing se releted unique content milta hai . Is channel me aapko sabhi type ke status Attitude status editing , love status editing , romantic status editing sath hi green screen template bhi milta rahega .






About this video : 


Aaj ka status sabse unique hai . Is type ka status banane ke liye aapko 8 to 10 photo ki jarurat padegi . Yaha pe guys ek blade png use hua hai jisme aapko apna ad karna hai so ye aapko video me aage bataya gaya hai . And isme lyrics use hua jo ki colourful lyrics hai ye photo ke sath sath lyrics ka bhi colour change hota hai jo ki dekhne me bahot hi amazing lagta hai .







Material 1 : 


Blade png 👇👇











Status kaise banaye : 


Aisa status banane ke liye sabse pahle aapko video me jo bhi material lyrics , visualizer , blade png jo bhi use hua hai sab kuch aapko download karna padega . Download karne ke liye is page ko suru se last tak scroll karna aapko material ka link kahin bhi mil sakta hai .









Material 2 : 


Border img 👇👇














Step 1 : 


Material download kar lena hai iske baad app open kar ke plus se instagram size wala ratio 1:1 ka ratio select kar lena hai . Iske baad media me jana hai fir aapko apne sabhi photo ko select kar lena hai jinka status video banana chahte ho . Photo lene ke baad pure screen me sabhi photo ko acche se adjust kar lena hai aur photo pe click kar adjustment ke option me jakar colour bhi adjust kar lena hai .







Material 3 : 


Visualizer 👇👇
















Step 2 : 


Iske baad sabhi photo ke beech me plus ka icon milta hai ek pe click karna hai transition effects wala option open ho jayega . Open hone ke baad niche jana hai waha pe get more ke option pe data on karke click karna hai fir waha se jo Transition effect video me bataya gaya hai aur jo aapko accha lagta ho vo aap waha se download kar sakte hai .








Material 4 : 


Lyrics 👇👇











Download karne ke baad back aana hai aur ek ek kar sabhi photo me transition effects apply kar dena hai . Isse aapka status bahot hi jyada unique dekhne me lagta hai .






Post a Comment

0 Comments

If you have any doubt . Please let me know

Post a Comment (0)

#buttons=(Accept !) #days=(20)

Our website uses cookies to enhance your experience. Learn More
Accept !
To Top