How to make whatsapp status video - video editing

0
How to make attitude status video kinemaster 








मटेरियल लिंक नीचे एक एक कर मिल जाएगा 👇👇👇




About this video : 

Aaj ka status guys bahot hi jyada excellent hone wala hai . Is video me maine bataya ki aap New attitude fire effect wala whatsapp status video apne name ke saath kaise create kar sakte hai aur vo bhi bahot hi easy steps me . Is video ko edit karne sabhi video ki tarah kinemaster app ki jarurat padegi . Hope ki ye video aap sabhi ko bahot hi jyada pasand aayega .






Agar aapko video editing karte samay kuch problem aaye to aap mujhe direct instagram par DM kar sakte hai . Mai waha pe aapko jaldi se jaldi reply dene ki koshish karunga and aapke problem ka solution jaldi hi leke aaunga . 





Join Telegram : 

Is video ko edit karne ke liye light effect , fire effect , Boder , music and kuch materials ka use hua hai . Is materials ki wajah se hi video edit ho pati hai and materials se video ko acchi look bhi milta hai . So sabhi material aapko download karna padega . Jiska link aapko niche mil jayega . Link pe click kar sabhi material aap download kar sakte hai .







Agar aapko material download karne me kuch bhi problem aata hai ya aap material download nhi kar pa rhe hai to aap hamare telegram channel ko join kar sakte hai jiska link aapko video ke description me mil jayega and aap direct telegram me SB Tech search karke hamare channel ko join kar sakte hai .





Waha pe aapko hamare channel me jitne bhi video hai aur video me jo bhi material use hua hai sabhi kuch telegram channel pe mil jayega waha aap sabhi material ko apne gallery me direct save kar sakte hai aur bina kisi problem ke video me use kar apna status create kar sakte hai .






Attitude status editing : 


Step 1 : 

 
So guys video kaise edit karna hai ye video me kafi easy tarike se bataya gya hai agar video ko dhayan se dekhte ho to aapko sabhi step samajh me aa jayega jo video me bataya gaya hai .




Material 1 : 

Fire effect 👇👇👇








Sabse pahle aapko app open karna hai open karne ke baad ek plus ha icon milta hai . Plus pe click karna hai iske baad 3 ratio aapko dekhne ko milega , hum full screen status create karenge to iske liye 9:16 ka ratio select karna hai .







Ab media me jakar apne photo select karna hai jiska status aap create karna chahte hai . Photo lene ke baad usko acche adjust kar lena hai . And colour aap adjust karna chaho to adjustment me se colour adjust kar sakte ho .





Material 2 : 

Green screen video 👇👇👇









Fir layer ke option me jane ke baad media me jana hai waha se green screen video select karna hai fir screen ke option me jane ke baad full screen karke ok kar lena hai . Iske baad green colour Remove karne ke liye Croma key wale option me jana hai fir green colour select karne ke baad automatically colour Remove ho jayega . Fir aap apna editing start kar sakte hai .



Iske baad jo step video me bataya gaya hai vo follow kar aap apna status bana sakte hai .




Material 3 : 

Light effect 👇👇








Hope video aapko pasand aaya hoga .








Don't forget to like 👍, comments, share and subscribe





Material 4 : 


Boder 👇👇👇





















Post a Comment

0 Comments

If you have any doubt . Please let me know

Post a Comment (0)

#buttons=(Accept !) #days=(20)

Our website uses cookies to enhance your experience. Learn More
Accept !
To Top