New whatsapp status video editing || capcut || capcut status editing || shake effect status editing
Hello guys kaise ho aap sabhi hope karta hu bahot hi badhiya honge . So finally guys aap sabhi ke liye fir se new unique best synk whatsapp status ka tutorial video le kar ke aa gaya hu . Aaj ka status video edit karne ke liye aapko capcut app ki jarurat padegi . Aaj ka video ham isi app se edit karne wale hai .
Capcut app se status edit karna really bahot hi jyada easy hai . Aap sabhi isme bahot hi easy tarike se aur bahot hi kam time me apna status bana sakte hai . Iska download link aapko is page pe hi mil jayega aur hamare telegram channel pe bhi mil jayega . Jiske pas nhi hai link pe click kar download kar sakte hai .
Music link 👇👇
Ye status social media pe kuch dino se bahot jyada viral ho rha hai . Agar aap bhi apne photo se aisa status banate hai to aapke video ka viral hone ka chance kafi jyada badh jayega . Aap ye status bana kar instagram aur other social media me share kar sakte hai . Isse aapke bahot acche likes aur followers pa sakte hai .
Music download na ho to 👇
इस वीडियो से music extract कर लेना guys 👇👇👇👇
Aisa status bananne ke liye aapko sabse pahle ek music download kar lena hai link aapko is page pe hi mil jayega . Aur aapko kuch photo ki jarurat padegi . Kuch Device me agar capcut support na kare to aap vpn ka use kar sakte hai . Play Store pe aapko bahot se vpn mil jayenge aap bhi download kar use kar sakte hai . Download kar kisi other country me connect kar lena hai iske baad aap bina kisi problem ke capcut use kar sakte hai .
Status editing ke liye guys aapko capcut me sabse pahle apne photo ko select kar lena hai jiska status video banana hai . Fir aapko format wale option se 9:16 select kar lena hai aur sabhi photo ko pure screen pe adjust kar lena hai . Iske baad Audio wale option se music le lena hai . Ye hone ke baad aapko jaha jaha beat aata hai waha pe aapko sabhi photo ko cut kar lena hai . Ye sabhi steps aapko video me acche se bataya gaya hai .
Capcut app link 👇 👇
Iske baad aapko Animation add karna hai iske liye photo pe click karna hai fir animation ka option aayega waha se combo me jana hai fir pandulum 1 aur pandulum 2 aur last wale beat me distort left use kar lena hai . Ye karne ke aapka status ban jayega aur aap apna status export kar sakte hai .
Hope video aapko pasand aaya hoga .
.
If you have any doubt . Please let me know