Attitude status video editing kinemaster || Attitude status kaise banaye

0

 Attitude status video editing kinemaster | Attitude status kaise banaye









Hello guys 


Kaise ho aap sab , I hope ki  sab acche honge . So guys aap sabhi ke liye fir se leke ke aa gya hu new attitude whatsapp status video ka full tutorial le kar ke . 


Is type ka status banana bahot hi easy hi iske liye aapko video ko last dekhna hoga jisse aapko pura video acche se samajh me aa jaye aur video edit karte samay aapko koi bhi problem na ho . Is video ko edit karne ke liye kinemaster ki jarurat padegi jiska link aapko video ke description me mil jayega . Link pe click karke aap app download kar sakte hai .



Bookmark Preset 👇👇






Is video ko edit karne ke liye kuch materials use hua hai jo is video ko aur bhi jyada accha look deta hai . Aur isme kuch clip graphic use kiye gye hai jo ki aapko kinemaster app me hi mil jayega . Clip graphic aap sabhi ko kinemaster app se hi download karna padega . Get more ke option me jakar data on karke aap sabhi clip graphic download kar sakte hai aur bina kisi problem ke aap usko apne video me use kar sakte hai .




Materials download : 


Is video me jo bhi material use hua hai sabhi ka link aapko niche ek scroll karne par ek ek kar mil jayega . Niche aapko download button milega button pe click karke  aap material download kar sakte hai .


Black screen 👇👇





Status Kaise Banaye : 


Whatsapp status ko bnane ke liye aapko yaha par aur video me bataye gaye sabhi step ko acche se follow karna hoga .


Column png 👇




Step 1 : 


Sabse pahle aapko app open kar lena hai jisse status editing karne wale hai . Open karne ke plus pe click karke 16:9 ja ratio select kar lena hai . Waha pe aapko 3 ratio mil jayega first wala select karna hai . Iske baad media ke option me chale jana hai aur sabse pahle aapko background ka option milega white background select karke ok kar lena hai .





Vignette png 👇






Step 2 :


Ab layer wale option me jana hai jo media ke niche left side me show hota hai yaha se apna photo le lena hai jiska status video aap banana chahte hai leki photo ka background remove hona chahiye . Iske baad aapko background me acche se adjust kar lena hai jaise video me btaya gya hai .








Post a Comment

0 Comments

If you have any doubt . Please let me know

Post a Comment (0)

#buttons=(Accept !) #days=(20)

Our website uses cookies to enhance your experience. Learn More
Accept !
To Top