Attitude status editing | attitude status kaise banaye

0

 Attitude Status Editing kinemaster | Attitude whatsapp status kaise banaye







Preset Link Niche hai 👇






Hello guys 

Kaise ho aap sabhi hope aap sab thik honge . Aap sabhi ke fir se leke aa gya hu new amazing whatsapp status video ka tutorial le karke .




About this video : 


Aaj aap sabhi ke liye new Attitude Whatsapp Status Video ka tutorial laya hu jo ki guys bahot hi jyada amazing lagta hai dekhne me is video me music ke sath template use hua jo ki video ko kafi acchi look deti hai . Hope ye video bhi aap sabhi ko pasand aayega . Video acchi lage to like karna mat bhulna and channel ko bhi subscribe kal lena kyoki mai isi tarah ke videos late rahta hu .




Materials download kaise kare : 


Is video ko edit karne ke kuch materials use hua hai jisko aap sabhi ko download karna padega agar aap bhi isi tarah ka video edit karna chahte hai to . So yaha pe sabhi materials ka link aapko niche ek ek kar mil jayega download button pe click karke aap sabhi materials ek ek kar download kar sakte hai and apne video me use kar sakte hai .




Status kaise banaye : 



Is type ka status edit karne ke liye aapko video me bataye gaye kuch steps ko follow karna padega agar aap sabhi steps ko acche se follow karte hai to aapko video edit karte time koi bhi problem nhi aayega .


Bookmark Preset 👇👇

Step 1 : 


Sabse pahle aapko kinemaster open karna hai and iske baad plus pe click karke 9:16 ka ratio select kar lena hai fir aapko media ke option me jakar sabhi photo ko select kar lena jiska aap whatsapp status video banana chahte hai .




Step 2 : 



Photo lene ke baad usko acche se pure screen me adjust kar lena hai . Adjust karne ke liye photo pe click karke pan & zoom ke option me jana hai waha se adjust karke equal ka option milta equal pe click karke ok kar lena hai . Isi tarike se sabhi photo ko adjust kar lena hai . Photo ka Colour adjust karne ke liye photo pe click karna hai fir adjustments ke option pe jana hai waha se ek ek kar aap sabhi photo ka Colour adjust kar sakte hai .


Shake effect preset 👇👇

Step 3 : 


Ye sab karne ke baad song wala jo template hai vo le lena hai . So iske liye layer ke option me jana hai fir media me jakar template le lena hai fir screen ke option me click karke full screen karna hai iske baad back aana hai aur niche jana hai blending ke option pe waha pe ek screen ka option milta hai screen karke ok kar lena hai .





Same isi tarike se aapko light effect aur jo bhi effect use hua hai sabhi ko le lena hai aur same step follow karke ye sab aap adjust kar sakte hai .






.

Post a Comment

0 Comments

If you have any doubt . Please let me know

Post a Comment (0)

#buttons=(Accept !) #days=(20)

Our website uses cookies to enhance your experience. Learn More
Accept !
To Top