Lyrics whatsapp status video editing | स्टेटस कैसे बनाए 5 मिनट में

0

Lyrics whatsapp status video editing | स्टेटस कैसे बनाए 5 मिनट में 
















Hello guys aaj ka status Lyrics whatsapp status video editing bahot hi unique status hone wala hai . Agar aap bhi apne photo aisa colourful status banana chahte hai to is video ko last tak dekhna . 





Ye status sabhi status se sabse alag colourful hone wane hai . Isme jo background use hua hai aur jo smoke effect use hua and jo lyrics use hua sabhi ka colour ek sath change hota hai jo dekhne me bahot hi unique lagta hai .





Material 1 : 


Background image 👇👇










Is status ko banane ke liye aapko sirf ek hi photo ki jarurat padegi . Photo ka background remove hona chahiye agar aapke photo ka background remove nhi hai to iske liye aapko bahot se application mil jate hai . Agar aap kuch hi second me Background remove karna chahte hai to google me Remove bg search karna hai .





Search karne ke baad sabse pahle wale site me jana hai waha aapko apna photo select karna hai jiska background aap remove karna chahte hai and iske baad kuch hi second me photo ka background remove ho jayega . Iske baad photo ko download kar lena hai niche aapko download ka option mil jayega .





Material 2 : 


Light effect 👇👇










स्टेटस कैसे बनाए : 


Aisa status banane ke liye sabse pahle aapko sabhi material download kar lena hai . Jo ki is page me aapko mil jayega .



Step 1 : 


Kinemaster me full screen ratio select karna hai open karne ke baad . Ab sabse pahle background image le lena hai jiska link aapko is page me milega pahle download kar lena hai . Background lene ke baad usko screen me adjust karena hai .




Material 3 : 


Smoke effect 👇👇









Iske baad layer se media me jana hai aur smoke effect le lena hai smoke effect ko blending me jakar screen kar lena hai . Ab background me jo ring light hai usme jaisa video me bataya gya hai adjust kar lena hai .




Step 2 : 


Ab fir se layer se media me ja kar vo photo le lena jiska background remove ho . Ab usko acche laga lena hai . Fir se layer se media me ja kar lyrics le lena hai aur usko photo ke niche laga lena hai . 




Material 4 : 


Lyrics 👇👇









Same step follow kar ke light effect lena hai aur photo ko click kar three dot se bring to font kar lena hai . Light effect ko bhi blending me jane ke baad screen kar lena hai . Aur background aur smoke effect ke uper acche se laga lena hai .





Ye karne ke baad apka status ban kar ready ho jayega . Iske baad isko export kar lena hai aur aap isko jaha share karna chahte hai waha kar sakte hai .




Material 5 : 

Overlay effect 👇👇








I hope ye video bhi aap sabhi ko pasand aaya hoga .













Post a Comment

0 Comments

If you have any doubt . Please let me know

Post a Comment (0)

#buttons=(Accept !) #days=(20)

Our website uses cookies to enhance your experience. Learn More
Accept !
To Top